कौन-सी थी वो ज़ुबान / जो तुम्हारे कंधे उचकाते ही / बन जाती थी / मेरी भाषा / अब क्यों नहीं खुलती / होंठों की सिलाई / कितने ही रटे गए ग्रंथ / नहीं उचार पाते / सिर्फ तीन शब्द

मुसाफ़िर...

Saturday, August 21, 2010

आज फिर जीने की तमन्ना है...


इसमें मेरा कुछ नहीं...यू ट्यूब की मेहरबानी...ये गीत आप सबके लिए

2 comments:

दीपक बाबा said...

Aaj Main Kitni Aazadi Mehsoos Kar Raha Hoon!
Jism Jaise Maange Karna Bhool Gaya;
Man Tadapna“ Tadpaana Bhool Gaya;
Jeevan Aaj Jaise Mutthi Me Hai !
Maut Jaise Ek Khel Hai!
`
Lagta Hai Aaj Har Iccha Puri Ho Gayi.
Par Ab Maza Dekho, Aaj Koi Iccha Hi Nahi Rahi !
`
Zindagi Pighalkar Prakash Ban Gayi..
Aur Sacchaai Mera Roop Hai !
Tan Rahe Na Rahe , Mai Rahoonga!
`
Aag Mein Phek Do, Main Jalunga Nahi!
Talwaar Se Vaar Karo, Main Katunga Nahi!
Tum Ahankaar Ho, Tumko Marna Hoga;
Main Aatma Hoon, Amar Hoon!
`
Maut Ye Khayaal Hai Jaise Jindagi ye Khayaal Hai !
Na Sukh hai, Na Dukh Hai
Na Deen Hai, Na Duniya
Na Insaan , Na Bhagvaan
Sirf Main Hoon, Main Hoon, Main Hoon,
Main Hoon... Main ..Sirf Main !!

वीरेंद्र सिंह said...

Bhaut hi achha geet hai Sir ji.....

Dhanaybaad..